Maa ka bulava aya hai
Sung by : Jubin Nautiyal
Composed by : Pyal Dev
Penned by : Manoj Muntashir
Oonche Oonche parvat gaye
Hamko apne pas bulaye
Kismat bale hote hai bo
maa jinko awaj lagaye
Sapne me jagdamba ne
Apna dwar dikhaya hai
Aaj to rukna mushkil hai
maa ka bulava aaya hai........2
Meri ankho mein jo dekhi
Tune peer thodi si bhi
Haste haste mai tere naina bhare hai
Tere jaisa kon jag mein
Jab chubhe hai kante pag mein
Mujhse se pehle mai tere anshoo gire hai
Beta maa ko bhul bhi jaye
Maa ne kha bhulaya hai
Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulava aya hai..........2
Paudi paudi chdte jao
Kehte jao jai mata dii
Pas bahut hai maa ka mandir
Sab doharao jai mata dii
Rukne paye na jaikara
Sare gayo jai mata dii
Pao ke chale bol rhe hai
Maa ke siva sb maya hai
Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulava aya hai........2

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें