शनिवार, 27 अप्रैल 2024

Draupadi Chir Haran Bhajan Lyrics in hindi: Mahabharat Bhajan

Mahabharat ki sabse vedna bhari parantu adhyatmik shakti se bhari ghatna thi Draupadi ka Chir Haran. Jab sabne apna muh mod liya tha, tab Shri krishna ne apne sakhi ki laaj bachakar sabko dikhaya ki bhakt ke sankat mein Bhagwan hamesha saath hote hain.

Is bhajan mein Draupadi ke dard, unki asha aur krishna par unke atoot vishwas ki kahaani basee hui hai. Yeh bhajan humein yeh sikhata hai ki jeevan ke kathin samay mein bhi agar hum mann se krishna ko pukaren, toh woh apni kripa zaroor barsate hain.

Iss blog mein aapko milenge Draupadi Chir Haran Bhajan ke pure lyrics, taaki aap aastha aur bhakti ke saath is pavitra bhajan ke paath kar sake.

तेरी द्रोपति बहनिया हो रही नंगनिया 
आज देखेंगे सारे राजा
मेरी लाज बचाने आजा

पांच पति मुझे जुए मे हारे 
नीच दुशासन मेरे चीर उतारे
बीच सभा मे खींच के वो लाया 
अरे नीचों का नीच वो राजा 
मेरी लाज बचाने आजा

कौरव-पांडव मे बैर पड़ी 
आजा मेरे श्याम आज दुख की घड़ी
बीच सभा मे दुखिया खड़ी 
मेरे चीरों मे आके समा जा 
मेरी लाज बचाने आजा

द्वारिकापुरी से कृष्ण जी आए
आके बहन के चीर मे समाए
साड़ी खींच दुशासन हारा
दंग रह गए सारे राजा
मेरी लाज बचा गया मुरली वाला।

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें